MusicOnNet
Latest Bollywood Hits
Oldies  Qawalis
Bhajans  Ghazal
Bhangra  Pop Albums
Alphabetical List
Picture of the day
Music VideosNew
Top 40 Songs New
Movie TrailersNew
Valentine Songs
Music Reviews
Artist of the month
Disclaimer
Contact Us
Home











  Visit BlogAdda Watch Videos of  God Tussi Great Ho    Watch Videos of Bachna Ae Haseeno

Waqt - Toot Gaya



Poster - Waqt
Director:Vipul Amrutal Shah
Cast: Akshay Kumar, Amitabh Bachchan, Priyanka Chopra, Shefali Chhaya
Music Director: Anu Malik
Producer: Vipul Shah




Toot Gaya

Toot Gaya

Play Song
lyrics
--MALE--
shikwa gila kare na
kissi se kuch bolein
ek doosre se milke gale
chalo ro lein
majbooriyon ki lau se
sulagti hai jaan
apna dard koi jaane na
toot gaya dil toot gaya
saanson ka bandhan choot gaya
waqt bhi humse rooth gaya
saanson ka bandhan choot gaya
toot gaya dil toot gaya
humne tumse pyar kiya hai
sabh kuch tumpe waar diya hai
tum jaano na
tum ho dhadkan tum zindagani
tumse juri hai saari kahani
tum maano na
kis mod pe chale aaye
tumhe kho sake na hum paaye
hum chahake bhi tumse mil sake na
toot gaya dil toot gaya
abh koi armaan nahin hai
jism to hai par jaan nahin hai
kya aalam hai
charon taraf hai yaadon ke mele
tum tanha ho hum hain akele
kya ghum hai
kehna hai jo na kahe paye
khamosh bhi na rahe paye
awaaz ban gayi hai bezubaan
toot gaya dil toot gaya
saanson ka bandhan choot gaya
waqt bhi humse rooth gaya
saanson ka bandhan choot gaya
shikwa gila kare na
kissi se kuch bolein
ek doosre se milke gale
chalo ro lein
majbooriyon ki lau se
sulagti hai jaan
apna dard koi jaane na



Waqt

WAQT - THE RACE AGAINST TIME

Waqt Pictures
Waqt Trailer
Waqt Music Reviews
Waqt Discussions
Song Title Play Lyrics Mail
Apne Jahanke
Adnan Sami, Sonu Nigam
Play Lyrics Mail
Chhup Jaa Chhup Jaa
Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan
Play Lyrics Mail
Lets Play Holi
Anu Malik, Sunidhi Chauhan
Play Lyrics Mail
Miraxam
Mahalaxmi, Sonu Nigam, Sudesh Bhonsle, Sunidhi Chauhan
Play Lyrics Mail
Subah Hoge
Alka Yagnik, Udit Narayan
Play Lyrics Mail
Tandav 2
Play Lyrics Mail
Tandav
Play Lyrics Mail
Toot Gaya
Kailash Kher
Play Lyrics Mail




Waqt Photos

Waqt Stills