MusicOnNet
Latest Bollywood Hits
Oldies  Qawalis
Bhajans  Ghazal
Bhangra  Pop Albums
Alphabetical List
Picture of the day
Music VideosNew
Top 40 Songs New
Movie TrailersNew
Valentine Songs
Music Reviews
Artist of the month
Disclaimer
Contact Us
Home















  Visit BlogAdda Watch Videos of  God Tussi Great Ho    Watch Videos of Bachna Ae Haseeno

Cheeni Kum - Baatein Hawa



Poster - Cheeni Kum
Director: R. Balakrishnan
Cast: Amitabh Bachchan, Tabu, Paresh Rawal, Zohra Sehgal
Music Director: Ilayaraja
Producer: Sunil Manchanda




Baatein Hawa

Baatein Hawa

Play Song
lyrics
impress karne ke liye to log do sau rupai ke
phool kharid lete hai
par yeh do ghante mein mar jaate hai
pata nahi kya impress karna chaahate hai log
phool de kar ke
(baatein hawa hai saari, saari ki saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....) - 2
rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....
kehna jo chaahe, kyun keh na paaye
aankhein jo bole teri hadon se kyun na bole
baatein hawa hai saari, saari ki saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....
rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....

impress karne ke liye mein aapko royal albert
hall ka music sunaane le ja sakta tha
lekin agar app music sunte sunte emotional ho gayi
toh logo ko lagega maine app ko rula diya
(dekho na dekho na lagta ajooba hai
yeh khud hi jaane kya isaka mansooba hai) - 2
6 foot ki deewaar pe kyun, kyun dil ki khidki nahi
yeh dil ki baaton ko bhi jaanega nahin nahin
pallle pada hai kyun mere hi tauba
apani hi kehta hai, apani hi sunta hai, dekho na
baatein hawa hai saari, saari ki saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....
rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....

yeh sunset ka light, moonlight ka concept bhi
use kiya ja sakata hai impress karne ke liye
na to apako mera chehra dikhega, na hi khaana
(seedhe raste kabhi yeh na chalne waala
rab ne ise tedhe sache mein hai dhaala) - 2
bande ko zoo mein rakho, khulla na iss chhodo
khulla jo chhoda toh, rabba mere jaane kya ho
impress karne ke liye 25 lakh ka haar bhi de sakta tha
lekin bina price tag ke apako lagega 25 rupay ka hai
aur price tag ke saath de nahi sakta
rehta hai jaane kaun se jahaan mein
dekha na jaana na maine toh aisa yahaan koyi
baatein hawa hai saari, saari ki saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....
rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....

haan agar aap mujhe impress karna chaahati hai toh,
just me remember
maria sharapova, anna kournikova, uh! what legs
kehna jo chaahe, kyun keh na paaye
aankhein jo bole teri hadon se kyun na bole
baatein hawa hai saari, saari ki saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....
rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....



Jhoom Barabar Jhoom

Cheeni Kum

Cheeni Kum Pictures
Cheeni Kum Trailer
Cheeni Kum Music Reviews
Cheeni Kum Discussions
Song Title Play Lyrics Mail
Baatein Hawa
Shreya Ghoshal
Play Lyrics Mail
Baatein Hawa (F)
Amitabh Bachchan, Shreya Ghoshal
Play Lyrics Mail
Cheeni Kum
Shreya Ghoshal
Play Lyrics Mail
Jaane Do Na
Shreya Ghoshal
Play Lyrics Mail
Melody (Saxophone)
Play Lyrics Mail
Sooni Sooni
Vijay Prakash
Play Lyrics Mail
Theme Melody
Sunidhi Chauhan, Shaan
Play Lyrics Mail




Cheeni Kum Photos

Cheeni Kum Stills