MusicOnNet
Latest Bollywood Hits
Oldies  Qawalis
Bhajans  Ghazal
Bhangra  Pop Albums
Alphabetical List
Picture of the day
Music VideosNew
Top 40 Songs New
Movie TrailersNew
Valentine Songs
Music Reviews
Artist of the month
Disclaimer
Contact Us
Home











  Visit BlogAdda Watch Videos of  God Tussi Great Ho    Watch Videos of Bachna Ae Haseeno

Kahaani Gudiya Ki - Gudiya Tujh Par Ik Pal



Poster - Kahaani Gudiya Ki
Director: Prabhakar Shukla
Cast: Divya Dutta, Rajpal Yadav, Seema Biswas, Arif Zakaria
Music Director: Prakash Raj
Producer: -




Gudiya Tujh Par Ik Pal

Gudiya Tujh Par Ik Pal

Play Song
lyrics
gudiyaan tujh par ik pal hasana ik pal rona aaye - 2
waqt bana woh bachcha jisake haath khilauna aaye
ik pal aaye, ik pal rona aaye - 2

aisi chali haalaat ki aandhi bujh gayi mann ki jyoti - 2
armaano ki doriyaan tuti bikhar gaye sab moti
tere ashkon ko maala mein - 2,
kise pirona aaye, kise pirona aaye
ik pal aaye, ik pal rona aaye - 2

tera koi jor chale na iss duniya ke aage - 2
tujh par apana hukum chalaaye rasmo riwaaj ke dhaage
teri majboori ko - 2, ghum ka bojh hi dhona aaye
waqt bana woh bachcha jisake haath khilauna aaye
ik pal aaye, ik pal rona aaye - 2

sabne shor machaakar keh di apani apani baat - 2
baithi rahi ghaamosh si gudiyaan dil par rakh kar haath
paar lagaana koi na jaane - 2,
sabko dubona aaye, sabko dubona aaye
ik pal aaye, ik pal rona aaye - 2

kaash kabhi kaanoon ki devi aankh se patti kholein - 2
dekh ke sab insaaf karein woh sach ko baraabar tolein
rasmon ke sang jajabon ko bhi - 2, use samona aaye
waqt bana woh bachcha jisake haath khilauna aaye
ik pal aaye, ik pal rona aaye - 2
gudiyaan tujh par ik pal hasana ik pal rona aaye
waqt bana woh bachcha jisake haath khilauna aaye
ik pal aaye, ik pal rona aaye - 2



Kahaani Gudiya Ki

Kahaani Gudiya Ki Songs

Kahaani Gudiya Ki Pictures
Kahaani Gudiya Ki Trailer
Kahaani Gudiya Ki Music Reviews
Kahaani Gudiya Ki Discussions
Song Title Play Lyrics Mail
Dard Apna Likh Na Payee
Jagjit Singh
Play Lyrics Mail
Dua Qubool Karo
Habib Sabri
Play Lyrics Mail
Gudiya Tujh Par Ik Pal
Jagjit Singh
Play Lyrics Mail
Gudiya Tujh Par Ik Pal
Instrumental (Flute)
Play Lyrics Mail
Har Ek Faisla Har Imtehaan
Jagjit Singh
Play Lyrics Mail