K.K.:
Hey..ye Fizaayein hey..sun Lo Gaayein
Zindagi Hai Haseen Aur Jawaan
Alka:
Har Lamha Hai Meherbaan, Har Pal Hai Khushi
Paa Hi Gaya Ye Kaarvaan, Manzil Pyaar Ki
K.K.:
Din Jo Suhaane Hain, Do Dil Diwaane Hain -2
Alka:
Din Jo Suhaane Hain, Do Dil Diwaane Hain
K.K.:
Hey..ye Fizaayein hey..sun Lo Gaayein
Alka:
Geeton Ka Mausam Hai, Khwaabon Ka Aalam Hai
Ab Hosh Kam Kam Hai, Haan
K.K.:
Jeewan Ki Raahon Mein, Tum Ho Nigaahon Mein
Baahein Hain Baahon Mein Haan
Alka:
Har Dil Diwaana, Hai Ab Ye Jaana
Kyun Hai Haseen Ye Sama
K.K.:
Har Lamha Hai Meherbaan, Har Pal Hai Khushi
Paa Hi Gaya Ye Kaarvaan, Manzil Pyaar Ki
Alka:
Din Jo Suhaane Hain, Do Dil Diwaane Hain
K.K.:
Din Jo Suhaane Hain, Do Dil Diwaane Hain
Alka:
Din Jo Suhaane Hain, Do Dil Diwaane Hain
K.K.:
Hey..ye Fizaayein hey..sun Lo Gaayein
Chorus:
Hey Hey! Hey Hey! Hey Hey!
Oh (wo..) Ho (wo..)
Alka:
Sab Din Sunehre Hain, Sab Nashein Gehre Hain
Pyaare Sab Chehre Hain Haan
K.K.:
Ab Halke Halke Se, Rang Hai Chhalke Se
Aanchal Hai Dhhalke Se Haan
Alka:
Jo Dilkashi Hai, Jo Taazgi Hai
Kaise Karoon Main Bayaan
K.K.:
Hey..ye Fizaayein hey..sun Lo Gaayein
Zindagi Hai Haseen Aur Jawaan
Alka:
Oh.. Har Lamha Hai Meherbaan, Har Pal Hai Khushi
Paa Hi Gaya Ye Kaarvaan, Manzil Pyaar Ki
Both:
Din Jo Suhaane Hain, Do Dil Diwaane Hain -2
K.K.:
Hey..ye Fizaayein hey..sun Lo Gaayein
Din Jo Suhaane Hain, Do Dil Diwaane Hain -2
Alka:
(La La La La La La la La La La La )
|