Anjaane Mein, Pyaar Ho Jaaye Toh
Dil Diwaana Aaj Kho Jaaye Toh
Ho.. Apne The Ham, Tere Ho Jaaye Toh
Phir Na Kehna, Phir Na Kehna -2
Anjaane Mein, Pyaar Mil Jaaye Toh
Dil Diwaana, Aaj Khil Jaaye Toh
Chalte Chalte, Yaar Mil Jaaye Toh
Phir Na Kehna, Phir Na Kehna -2
Chaahat Junoon Hai, Is Mein Sukoon Hai
Khud Se Hoon Begaana
Teri Panaah Mein Mil Jaayega Mujhe
Jeene Ka Bahaana) -2
Pyaar Kiya Toh Pyaar Ka Har Sitam
Pad Jaayega Sehna
Phir Na Kehna, Phir Na Kehna -2
(Aankhein Bacha Ke, Nazrein Churaake Tum
Jaa Rahi Ho Jaana
Baahon Mein Teri Phir Aa Gayi Hoon Main
Jee Mera Na Maana) -2
Ho..chhod Ke Duniya Tum Ko Mere
Sang Jo Pad Jaaye Rehna
Phir Na Kehna, Phir Na Kehna -2
Anjaane Mein, Pyaar Ho Jaaye Toh
Dil Diwaana Aaj Kho Jaaye Toh
Ho.. Apne The Ham, Tere Ho Jaaye Toh
Phir Na Kehna, Phir Na Kehna -2
Anjaane Mein, Pyaar Ho Jaaye Toh
Dil Diwaana Aaj Kho Jaaye Toh
Haan.. Apne The Ham, Tere Ho Jaaye Toh
Phir Na Kehna, Phir Na Kehna -2
|