MusicOnNet
Latest Bollywood Hits
Oldies  Qawalis
Bhajans  Ghazal
Bhangra  Pop Albums
Alphabetical List
Picture of the day
Music VideosNew
Top 40 Songs New
Movie TrailersNew
Valentine Songs
Music Reviews
Artist of the month
Disclaimer
Contact Us
Home











  Visit BlogAdda Watch Videos of  God Tussi Great Ho    Watch Videos of Bachna Ae Haseeno

Namak Halaal - Aaj Rapat Jaayen To



Poster - Namak Halaal
Director: Prakash Mehra
Cast: Amitabh Bachchan, Dev Kumar, Om Prakash, Parveen Babi, Ranjeet, Shashi Kapoor, Smita Patil
Music Director: Bappi Lahiri
Producer: Satyander Pal




Namak Halaal

Aaj Rapat Jaayen To

Play Song
lyrics
arey arey arey na na na...
aaj rapat jaayen toh hamein na uthaiyyo
aaj fisal jaayen toh hamein na uthaiyyo
hamein jo uthaiyyo toh - 2, khud bhi rapat jaiyyo
ha khud bhi fisal jaiyyo
aaj rapat ha ha aaj rapat jaiyyo toh hamein na uthaiyyo

barsaat mein thi kaha baat aaisi
pehli baar barsi barsaat aaisi - 2
kaisi yeh hawa chali,
paani mein aag lagi, jaane kya pyas jagi re
bheega yeh tera badan,
jagaaye meethi chubhan
nashe mein zoome ye mann re,
kaha hu main mujhe bhi yeh hosh nahi
ha ha ho ho - 2,
(aaj behak jaaye toh hosh na dilaiyyo - 2)
hosh jo dilaiyyo toh - 2,
khud bhi behak jaiyyo
aaj rapat ha ha aaj rapat jaiyyo
toh hamein na uthaiyyo

(baadal mein bijli baar baar chamke
dil mein mere aaj pehli baar chamke) - 2
haseena dari dari,
baahon mein simat gayi, seene se lipat gayi re
tujhe toh aya mazaa,
tujhe toh aayi haseen, meri toh jaan fasi re
jaanejigar kidhar chali nazar churake
ha ha ho ho - 2,
(baat ulajh jaiyyo toh aaj na suljhaiyyo - 2)
baat jo suljhaiyyo toh - 2,
khud bhi ulajh jaiyyo
aaj rapat ha ha aaj rapat jaiyyo
toh hamein na uthaiyyo

badal se chham chham se sharab
barse saawari ghata se shabaab barse-2
boondon ki baji payal,
ghata ne chhedi gazal, ye raat gayi machal re
dilon ke raaz khule,
fizaa mein rang ghule, jawaa dil khulke mile re
hona tha jo hua wahi ab darana kya
ha ha ho ho - 2,
(aaj doob jaaye to hame na bachaiyyo - 2)
(hame jo bachaiyyo toh - 2),
khud bhi doob jaiyyo
aaj rapat ha ha aaj rapat jaiyyo toh hamein na uthaiyyo
aaj fisal jaayen toh hamein na uthaiyyo, (ha ha ho ho - 2)



Namak Halaal

NAMAK HALAAL

Namak Halaal Pictures
Namak Halaal Trailer
Namak Halaal Music Reviews
Namak Halaal Discussions
Song Title Play Lyrics Mail
Pag Ghunghroo Baandh
Kishore Kumar, Chorus
Play Lyrics Mail
Raat Baaqi Baat Baaqi
Asha Bhosle, Bappi Lahiri, Shashi Kapoor
Play Lyrics Mail
Aaj Rapat Jaayen To
Kishore Kumar, Asha Bhosle
Play Lyrics Mail
Thodisi Jo Pee Lee Hai
Kishore Kumar
Play Lyrics Mail
Jawani Janeman
Asha Bhosle
Play Lyrics Mail