Yashomati Maaiya Se Bole Nandlala
Radha Kiun Gori Main Kiun Kala
Radha Kiun Gori Main Kiun Kala
Boli Muskati Maaiya Lalan Ko Bataya
Boli Muskati Maaiya Lalan Ko Bataya
Kaali Andhiyari Andhi Raat Mein Tu Aaya
Laadla Kanhaiya Mera Ho
Laadla Kanhaiya Mera Kaali Kamli Wala
Isi Liye Kaala
Yashomati Maaiya Se Bole Nandlala
Radha Kiun Gori Main Kiun Kala
Radha Kiun Gori Main Kiun Kala
Boli Muskati Maaiya Soon Mere Pyare
Boli Muskati Maaiya Soon Mere Pyare
Gori Gori Radhika Ke Naain Kajrare
Kaale Naain Wali Ne Ho
Kaale Naain Wali Ne Aaisa Jaadu Daala
Isi Liye Kaala
Yashomati Maaiya Se Bole Nandlala
Radha Kiun Gori Main Kiun Kala
Radha Kiun Gori Main Kiun Kala
Itne Mein Radha Pyari Aayee Ithlati
Itne Mein Radha Pyari Aayee Ithlati
Maain Na Jadu Daala Boli Balkhati
Maaiya Kankaiya Tera Ho
Maaiya Kankaiya Tera Jugse Nirala
Isi Liye Kaala
Yashomati Maaiya Se Bole Nandlala
Radha Kiun Gori Main Kiun Kala
Radha Kiun Gori Main Kiun Kala
|